Aj Ki Is Post Mein Hum Ap Ke Saht Likoria Ka Ilaj Share Karen Gay. Aur Veginal Discharge Ya Likoria Kya Hai. Is Ki Wajohat Kya Hoti Hain Aur Is Ke Khawateen Ki Zindagi Aor Sehat Pe Kya Asrat Hotay Hain. Veginal Discharge Ko Kis Tarha Rok Sakte Hain Aur Agar Ho Jia To Is Ko Kis Tarha Tashkhess Aur Prevent Kar Sakte Hain.
Pehli Bat Likoria Kya Hai Ye Normaly Bacha Dani Ke Mu Se Sufed Rang Ka Mada Nikalta Hai. Ye To Noramal Discharge Hota Hai Jis Mein Koi Color Or Smell Na Ho. Lakin Abnormal Veginal Discharge Jis Mein Color Yeloow Hona Ya Thick Hona. Us Ke Ilawa Sozish Ya Jalan Hona To Ye Normal Nahi Hai. Aur Ap Ko Likoria Ka Ilaj Foran Karna Chahiye.
Veginal Discharge Khatam Karne Ka Tarika
Is Ke Nuksan Ye Hote Hain Keh Jis Mein Kamzori Ho Jai Gi, Chirchara Pan, Thakwat, Susti Jesy Masail Ka Samna Karna Par Sakta Hai. Ab Agar Likoria Khatam Karne Ka Tarika Ki Bat Karen To Aik Desi Ilaj Nechay Share Kia Hai. Jis Ka Ap Ko Bharpoor Fayda Ho Ga. Ap Is Ko Khud Banaen Aur Istamal Karen Sirf Chand Din Ke Istamal Se Result Nazar Aye Ga.
Kisi Bhi Kism Ke Mardana Amraz Ke Ilaj Ke Liye Hum Se Rabta Kar Sakte Hain. Jesa Mani Ka Patla Hona, Timing Ki Kami, Mardana Taqat Kami Wagera.