Aj Ka Hamara Topic Boht Eham Hai Jis Mein Hum Ap Ke Sath Bawaseer Ka Ilaj, Bawaseer Kya Hai, Bawaseer Ki Alamat. Bawaseer Ki Wajohat Aur Khoni Bawaseer, Baadi Bawaseer Ka Desi Ilaj In Urdu Share Karen Gay. Aur Umeed Karen Gay Keh Allah Pak Jald Se Jald Ap Ko Is Moozi Marz Se Nijat Dilaye. Ameen
Bawaseer Kya Hai (What is Piles)
Bawaseer Dar Asal Khoon Ki Nali Hoti Hain Jin Se Khoon Ata Hai Ya In Mein Sozish Ho Jati Hai. Jis Ko Aam Zuban Mein Bawaseer Kehte Hain. Bawaseer 2 Iqsam Ki Hoti Hain Pehli Khoni Bawaseer Aur Dusri Baadi Bawaseer. Khoni Bawaseer Mein Pakhana Ke Doran Bleeding Hoti Hai Aur Baadi Bawaseer Mein Stool Pass Karte Waqat Shadeed Pain Hota Hai. To Bawaseer Ka Ilaj Fori Karne Ki Zarorat Hai.
Bawaseer Ki Wajohat (Pikes Causes)
Bawaseer Ki Wesy To Kafi Wajohat Hain Lakin Jo Aksar Comon Hain Un Mein Qabaz Ka Ziada Aarsa Rehna, Aik Jaga Pe Ziada Dair Beth Kar Kam Karne Se, Driving Karne Se. Ghair Miyari Khurak, Ziada Misala Wali Aur Garam Khorak Khane Aur Gosht Ka Zaida Istamal Se. Motapa Aur Toilet Mein Ziada Dair Aur Zor Lagay Se Bhi Bawaseer Ho Jati Hai.
Bawaseer Ki Alamat (Piles Symptoms)
Agar Bawaseer Ki Alamat Ki Bat Karen To Khoni Bawaseer Mein Bara Peshab Karte Waqt Khon Ata Hai Pain Nhi Hota. Jabkeh Baadi Bawaseer Mein Pakhana Karte Waqat Boht Shadeed Pain Hota Hai. Or Mokay Pakhana Wali Jaga Pe Zahir Or Ubhar Atay Hain.
Khoni Aur Baadi Bawaseer Ka Ilaj
Khoni Bawaseer Ka Ilaj Aur Baadi Bawaseer Ka Ilaj Karne Ke Liye Hamary Pass Aik Azmodha Medicine Hai. Jis Ki Pehli Khorak Se He Ap Ko Khon Ana Band Ho Jai Ga Aur Shadeed Pain Ruk Jai Ga. Aur Result Ki 100% Guarantee Hai, Aur Ye Mustakil Ilaj Hai Sirf Chand Din Ke Istamal Se Hemorrhoids Ka Ilaj Ho Jai Ga. Bawaseer Ki Medicine, Bawaseer Ka Nuskha Ya Bawaseer Treatment Ke Liye Ap Hum Se Magwaen. Ap Ko Mayusi Nahi Ho Gi. Manwanay Ke Liye Call Ya Whatsapp Karen Ya Order Form Fil Karen.
Shakeel ur Rehman –
AOA
I have purchased akseer bawaseer 30 days course, which helped me a lot. Do I order again and keep using for an other course to get complete healing. Please advise
Thanks
SHAKEEL ur Rehman